“Haath Uthaakar Gaoonga Lyrics” is a Hindi worship song of trust in Jesus as our comfort and support through every hard season. Full lyrics are below. Looking for more songs like this? Browse our Hindi Christian song lyrics collection.
{Verse 1}
Yeshu Mashih Bharosa mera
Tu hi sahara mera
Mushkil samay mein Tu hi dilasa
Saath rahega Tu sada
{Pre-Chorus}
Karuna bhalayi Teri
Sada rahegi mujh par
Teri vishwas yogyata
Dekhunga mein umra bhar
{Chorus}
Main haath uthakar gaaoonga
Yeshu Tera naam rahe uncha
Main haath uthakar gaaoonga
Yeshu Tera naam rahe uncha
{Verse 2}
Maut se Hai bachaya Tu ne
Jeevan naya hai de diya
Naam le kar pukara mujhe
Mahima se mujhko bhar diya
{Pre-Chorus}
Karuna bhalayi Teri
Sada rahegi mujh par
Teri vishwas yogyata
Dekhunga mein umra bhar
{Chorus}
Main haath uthakar gaaoonga
Yeshu Tera naam rahe uncha
Main haath uthakar gaaoonga
Yeshu Tera naam rahe uncha
{Bridge}
Aadhar aur Mahima ho teri
Tu hi hamara khuda
Puri ho Teri hi Marzi
Aye Tera raaj yahaan
Aadhar aur Mahima ho teri
Tu hi hamara khuda
Puri ho Teri hi Marzi
Tera hi Raaj ho yahaan
{Chorus}
Hum haath uthakar gayenge
Yeshu Tera naam rahe uncha
Hum haath uthakar gayenge
Yeshu Tera naam rahe uncha
{Pre-Chorus}
Karuna bhalayi Teri
Sada rahegi mujh par
Teri vishwas yogyata
Dekhunga mein umra bhar
{Chorus}
Main haath uthakar gaaoonga
Yeshu Tera naam rahe uncha
Main haath uthakar gaaoonga
Yeshu Tera naam rahe uncha
Yeshu Tera naam rahe uncha
Yeshu Tera naam rahe uncha
Explore more worship songs in our lyrics collections.