“Halat Badal Jate Hai Lyrics” is a Hindi worship song declaring circumstances change completely the moment Jesus comes near. Full lyrics are below. Looking for more songs like this? Browse our Hindi Christian song lyrics collection.
<div class="entry-content">
<h3>Halat Badal Jate Hai</h3>
Chorus
Halat Badal Jate Hai – 2
Yeshu Tere Aane Se – 2
Tere Aane Se Tere Aane Se,
Tere Aane Se Aane Se Aane Se – 2
Halat Badal Jate Hai – 2
(1)
Kodon Se Chhalli Hua,
Jakhmo Se Chur Hua – 2
Suli Ki Rahon Par,
Gam Se Na Dhal Hua – 2
Bimar Shifa Pate Hai – 2
Yeshu Tere Chhune Se – 2
Tere Chhune Se Tere Chhune Se,
Tere Chhune Se Chhune Se Chhune Se – 2
Halat Badal Jate Hai – 2
(2)
Yayir Ki Beti Ko,
Yeshu Ne Zinda Kiya – 2
Murda Lazar Ko,
Yeshu Ne Zinda Kiya – 2
Murde Bhi Ji Uthte Hai – 2
Yeshu Tere Aane Se – 2
Tere Aane Se Tere Aane Se,
Tere Aane Se Aane Se Aane Se – 2
Halat Badal Jate Hai – 2
(3)
Suli Pe Daku Ko,
Yeshu Ne Maaf Kiya – 2
Khun Ki Dhara Se,
Sabo Ko Saaf Kiya – 2
Badkaar Badal Jate Hai – 2
Yeshu Tere Aane Se – 2
Tere Aane Se Tere Aane Se,
Tere Aane Se Aane Se Aane Se – 3
Halat Badal Jate Hai – 4
</div>
Explore more worship songs in our lyrics collections.