Yeshu Tere Kareeb Aane Se
(Chorus)
Yeshu Tere Kareeb Aane Se,
Zindagi Meri Badal Gayi – 2
Yeshu Tere Chhune Se,
Zindagi Meri Sanwar Gayi
Tune Mujhe Hai Bachaya,
Tune Mujhe Sehlaya – 2
Main Dhanyawad Karta Rahunga,
Yeshu Dhanyawad Karta Rahunga – 2
Dhanyawad Dhanyawad,
Dhanyawad Dhanyawad – 2
(1)
Main Jo Paapon Me Dooba Hua Tha,
Aur Jo Tujhse Dur Hua Tha – 2
Tune Mujhe Hai Chhudaya,
Apni Raah Par Chalaya – 2
Main Dhanyawad Karta Rahunga,
Yeshu Dhanyawad Karta Rahunga – 2
Dhanyawad Dhanyawad,
Dhanyawad Dhanyawad – 2
(2)
Yeshu Ne Aisa Prem Jataya,
Mujhako Apna Beta Banaya – 2
Apna Lahu Bahaya,
Jeevan Naya Dilaya – 2
Main Dhanyawad Karta Rahunga,
Yeshu Dhanyawad Karta Rahunga – 2
Dhanyawad Dhanyawad,
Dhanyawad Dhanyawad – 2
Dhanyawad Dhanyawad,
Dhanyawad Dhanyawad – 2