Jab Kisi Ne Ye Mujhse Kaha Lyrics - English/Hindi

Jab Kisi Ne Ye Mujhse Kaha Lyrics - English

“Jab Kisi Ne Ye Mujhse Kaha Lyrics” is a Hindi worship song of joy that fills the heart when invited to go to the house of the Lord. Full lyrics are below. Looking for more songs like this? Browse our Hindi Christian song lyrics collection.

<div class="entry-content">
<h3>Jab Kisi Ne Ye Mujhse Kaha</h3>
Chorus
Jab Kisi Ne Ye Mujhse Kaha,
Chalo Prabhu Ke Ghar Ko Chale – 2
Mera Mann Aanandit Hua,
Mera Mann Jhumne Laga – 2

Main Toh Prabhu Ke Ghar Ko Chala – 4

(1)
Jhum Jhum Kar Mai Naachte Huye,
Naachte Huye Main Aanand Se – 2
Mere Yeshu Se Milne Chala – 4

Main Toh Prabhu Ke Ghar Ko Chala – 4
Mera Mann Aanandit Hua,
Mera Mann Jhumne Laga – 2

(2)
He Bhor Ke Taro Ab Jaag Utho,
He Veedah Ke Taro Ab Bolne Lago – 2
Mere Yeshu Ki Prashansa Karo – 4

Main Toh Prabhu Ke Ghar Ko Chala – 4
Mera Mann Aanandit Hua,
Mera Mann Jhumne Laga – 2

(3)
Kab Jakar Main Dekhu Use,
Kab Jakar Main Pujun Use – 2
Mera Mann Puchne Laga,
Mera Mann Sochne Laga – 2

Main Toh Prabhu Ke Ghar Ko Chala – 4
Mera Mann Aanandit Hua,
Mera Mann Jhumne Laga – 2

Jab Kisi Ne Ye Mujhse Kaha,
Chalo Prabhu Ke Ghar Ko Chale – 2

</div>

Explore more worship songs in our lyrics collections.

Click to rate this!
[Total: 0 Average: 0]

Jab Kisi Ne Ye Mujhse Kaha Lyrics - Hindi

जब किसी ने ये मुझसे कहा

(कोरस)
जब किसी ने ये मुझसे कहा,
चलो प्रभु के घर को चले – 2
मेरा मन आनंदित हुआ,
मेरा मन झूमने लगा – 2

मैं तो प्रभु के घर को चला – 4

(1)
झूम झूम कर मैं नाचते हुए,
नाचते हुए मैं आनंद से – 2
मेरे यीशु से मिलने चला – 4

मैं तो प्रभु के घर को चला – 4
मेरा मन आनंदित हुआ
मेरा मन झूमने लगा – 2

(2)
हे भोर के तारों अब जाग उठो,
हे वीणा के तारों अब बोलने लगो – 2
मेरे यीशु की प्रशंसा करो – 4

मैं तो प्रभु के घर को चला – 4
मेरा मन आनंदित हुआ,
मेरा मन झूमने लगा – 2

(3)
कब जाकर मैं देखूं उसे,
कब जाकर मैं पूजूं उसे – 2
मेरा मन पूछने लगा,
मेरा मन सोचने लगा – 2

मैं तो प्रभु के घर को चला – 4
मेरा मन आनंदित हुआ,
मेरा मन झूमने लगा – 2

जब किसी ने ये मुझसे कहा,
चलो प्रभु के घर को चले – 2

Please Rate Jab Kisi Ne Ye Mujhse Kaha Lyrics