“Tere Anugrah Ke Chhanv Mein Lyrics” is a Hindi worship song of finding life in the shade of God’s grace, calling on our beloved Savior. Full lyrics are below. Looking for more songs like this? Browse our Hindi Christian song lyrics collection.
<div class="entry-content">
<h3>Tere Anugrah Ke Chhanv Mein</h3>
Chorus
Tere Anugrah Ke Chhanv Mein,
Jeevan Pata Hun Main – 2
Mere Prabhu, Pyare Masiha,
Tujhe Bulata Hun Main – 2
Tere Anugrah Ke Chhanv Mein,
Jeevan Pata Hun Main – 2
(1)
Tere Hi Mahima Ke Geet Prabhu,
Har Din Main Gata Rahun,
Teri Stuti Prashansa Prabhu,
Har Pal Main Karta Rahun – 2
Aaja Prabhu Tan Man Me Mere,
Tujhko Pukarta Hun Main
Aaja Prabhu Tan Man Me Mere,
Tujhko Hi Pukarta Hun Main
Tere Anugrah Ke Chhanv Mein,
Jeevan Pata Hun Main – 2
(2)
Main Pyasa Hun Tera Masiha Mere,
Aa Mere Pyas Bujha De Prabhu,
Bhar Jaun Main Teri Aatma Se,
Mai Teri Sacchi Gawahi Banu -2
Aa Bhar De Mujhe, Tere Samarth Se,
Teri Or Niharta Hun Main – 2
Tere Anugrah Ke Chhanv Mein,
Jeevan Pata Hun Main – 2
Mere Prabhu, Pyare Masiha,
Tujhe Bulata Hun Main
Tere Anugrah Ke Chhanv Mein,
Jeevan Pata Hun Main – 2
Jeevan Pata Hun Main – 2
</div>
Explore more worship songs in our lyrics collections.