Pyasa Hiran Jaise Dhundhe Hai Jal Ko
(Chorus)
Pyasa Hiran Jaise Dhundhe Hai Jal Ko,
Aise Prabhu Main Tujhe Khoj (Dhundh) Raha,
Aise Prabhu Main Tujhe Dhundh Raha – 2
(1)
Tu Hi Mere Man Ki Abhilasha – 2
Teri Puja Nis Din Karta Rahun Main – 2
Pyasa Hiran Jaise Dhundhe Hai Jal Ko,
Aise Prabhu Main Tujhe Dhundh Raha,
Aise Prabhu Main Tujhe Dhundh Raha – 2
(2)
Sona Chandi Main To Na Mangun – 2
Man Tere Prem Se Bharta Rahun Main – 2
Pyasa Hiran Jaise Dhundhe Hai Jal Ko,
Aise Prabhu Main Tujhe Dhundh Raha,
Aise Prabhu Main Tujhe Dhundh Raha – 2
(3)
Tu Jo Ban Jaye Shraddha Suman – 2
Pushp Prag Sa Jharta Rahun Main – 2
Pyasa Hiran Jaise Dhundhe Hai Jal Ko,
Aise Prabhu Main Tujhe Dhundh Raha,
Aise Prabhu Main Tujhe Dhundh Raha – 2