Pyare Prabhu Hum Karte Hai Teri Aaradhna Lyrics - English/Hindi

Pyare Prabhu Hum Karte Hai Teri Aaradhna Lyrics - English

“Pyare Prabhu Hum Karte Hai Teri Aaradhna Lyrics” is a Hindi worship song of finding refuge and hallelujah praise in the arms of Jesus. Full lyrics are below. Looking for more songs like this? Browse our Hindi Christian song lyrics collection.

<div class="entry-content">
<h3>Pyare Prabhu Hum Karte Hai Teri Aaradhna</h3>
Chorus
Pyare Prabhu Hum Karte Hai Teri Aaradhna,
Teri Bahon Mein Paake Panah – 2
Hallelujah Hosanna,
Milke Gaate Hum Teri Sanna – 2
Hallelujah – 3 Hosanna – 2

Pyare Prabhu Hum Karte Hai Teri Aaradhna,
Teri Bahon Mein Paake Panah – 2

(1)
Prem Ki Dhara Yeshu Hai, (Yeshu Hai)
Uski Karuna Sada Ki Hai,
Jaise Moosa Ke Sang Tha, (Sang Tha)
Waise Hum Sab Ke Sang Hai
Ha. . . Ha. . . Ha. . .
Prem Ki Dhara Yeshu Hai, (Yeshu Hai)
Uski Karuna Sada Ki Hai,
Jaise Moosa Ke Sang Tha, (Sang Tha)
Waise Hum Sab Ke Sang Hai

Dil Se Kaho, Man Se Kaho – 2
Hallelujah Hosanna,
Milke Gaate Hum Teri Sanna – 2
Hallelujah – 3 Hosanna – 2

(2)
Yeshu Jagat Ki Jyoti Hai, (Jyoti Hai)
Swarg Ka Marg Bhi Wahi Hai,
Uske Niyam Ko Jo Maane, (Maane)
Anant Jeevan Wo Paye
Ha. . . Ha. . . Ha. . .
Yeshu Jagat Ki Jyoti Hai, (Jyoti Hai)
Swarg Ka Marg Bhi Wahi Hai,
Uske Niyam Ko Jo Maane, (Maane)
Anant Jeevan Wo Paye

Garv Se Kaho, Shaan Se Kaho,
Mera Yeshu Hai Mahan – 2
Hallelujah Hosanna,
Milke Gaate Hum Teri Sanna – 2
Hallelujah – 3 Hosanna – 2

Chorus
Pyare Prabhu Hum Karte Hai Teri Aaradhna,
Teri Bahon Mein Paake Panah – 2
Hallelujah Hosanna,
Milke Gaate Hum Teri Sanna – 2
Hallelujah – 3 Hosanna – 4

</div>

Explore more worship songs in our lyrics collections.

Click to rate this!
[Total: 0 Average: 0]

Pyare Prabhu Hum Karte Hai Teri Aaradhna Lyrics - Hindi

प्यारे प्रभु हम करते हैं तेरी आराधना

(कोरस)
प्यारे प्रभु हम करते हैं तेरी आराधना,
तेरी बाहों में पाके पनाह – 2
हालेलुय्याह होसन्ना,
मिलके गाते हम तेरी सन्ना – 2
हालेलुय्याह – 3 होसन्ना – 2

प्यारे प्रभु हम करते हैं तेरी आराधना,
तेरी बाहों में पाके पनाह – 2

(1)
प्रेम की धारा यीशु है, (यीशु है)
उसकी करुणा सदा की है,
जैसे मूसा के संग था, (संग था)
वैसे हम सब के संग है
हा. . . हा. . . हा. . .
प्रेम की धारा यीशु है, (यीशु है)
उसकी करुणा सदा की है,
जैसे मूसा के संग था, (संग था)
वैसे हम सब के संग है

दिल से कहो, मन से कहो,
यीशु तेरा धन्यवाद – 2
हालेलुय्याह होसन्ना,
मिलके गाते हम तेरी सन्ना – 2
हालेलुय्याह – 3 होसन्ना – 2

(2)
यीशु जगत की ज्योति है, (ज्योति है)
स्वर्ग का मार्ग भी वही है,
उसके नियम को जो मानें, (माने)
अनन्त जीवन वो पाए – 2
हा. . . हा. . . हा. . .
गर्व से कहो, शान से कहो,
मेरा यीशु है महान – 2
हालेलूय्याह होसन्ना,
मिलके गाते हम तेरी सन्ना – 2
हालेलूय्याह – 3 होसन्ना – 2

(कोरस)
प्यारे प्रभु हम करते हैं तेरी आराधना,
तेरी बाहों में पाके पनाह – 2
हालेलुय्याह होसन्ना,
मिलके गाते हम तेरी सन्ना – 2
हालेलुय्याह – 3 होसन्ना – 4

Please Rate Pyare Prabhu Hum Karte Hai Teri Aaradhna Lyrics