“Yeshu Tere Aane Se Lyrics” is a Hindi worship song rejoicing that Jesus rescued us the moment we were drowning in sin. Full lyrics are below. Looking for more songs like this? Browse our Hindi Christian song lyrics collection.
<div class="entry-content">
<h3>Yeshu Tere Aane Se</h3>
Papon Mein Jab Main Kho Gaya Tha,
Papon Mein Jab Main Doob Raha Tha,
Tab Yeshu Tu Mere Jeevan Mein Aaya,
Mere Jeevan Tujhme Sanvar Gaya
Chorus
Jeevan Mera Badal Gaya,
Yeshu Tere Aane Se (Aane Se)
Jeevan Mera Badal Gaya,
Yeshu Tere Aane Se
Tere Aane Se, Tere Aane Se,
Tere Aane Se, Tere Aane Se – 2
Jeevan Mera Badal Gaya,
Yeshu Tere Aane Se (Aane Se)
Jeevan Mera Badal Gaya,
Yeshu Tere Aane Se
(1)
Papon Mein Tha Dooba Hua,
Jeevan Mera Tuta Hua,
Koi Na Saathi Koi Sahara,
Sabne Mujhe Thukra Diya
Tune Chhua Aise Mere Khuda,
Jeevan Mera Badal Gaya
Aane Se, Tere Aane Se,
Tere Aane Se, Tere Aane Se
Tere Aane Se, Tere Aane Se,
Tere Aane Se, Tere Aane Se
(2)
Mushkil Mein Tha Uljhaa Hua,
Jeevan Mera Ruthaa Hua,
Na Koi Manzil Na Koi Apna,
Duniya Ke Baaton Mein Khoya Hua,
Tune Pyar Diya Itna Khuda,
Jeevan Mera Sanvar Hi Gaya
Aane Se, Tere Aane Se,
Tere Aane Se, Tere Aane Se
Tere Aane Se, Tere Aane Se,
Tere Aane Se, Tere Aane Se
Tere Aane Se, Tere Aane Se,
Tere Aane Se, Tere Aane Se
</div>
Explore more worship songs in our lyrics collections.