Teri Shireen Aawaz (तेरी शिरीन आवाज़) - English/Hindi

Teri Shireen Aawaz (तेरी शिरीन आवाज़) - English

“Teri Shireen Aawaz (तेरी शिरीन आवाज़)” is a Hindi worship song of hearing God’s sweet, gentle voice. Chords and lyrics are below. Looking for more songs like this? Browse our Malayalam Christian song lyrics collection.

E     B      E
Teri shireen aawaz
     B  A
Main sunta hoon khuda
  C#m  B           A
Bulaa--tee paas us chashmen ke
  B    A       E
Saleeb se jo baha

C#m  B         A
Aa---ta hoon masih
E         B
Aata tere paas
F#m            E
Dhoke saaf kar chashmen se
  B    A       E
Saleeb se jo baha

Aata kamzor laachaar
Dekh meree haalat ko
Najaasat se kar paaq o saaf
Ki ek bhee daag na ho

Aata hoon masih...

Masih too bakhshta hai
Qaamil piyaar eemaan
Qaamil ummed aur chain aaraam
Zameen par aur aasamaan

Aata hoon masih...

Tehseen qaffaare ko
Tehseen muft fazal ko
Tehseen masih kee bakhshish ko
Ab mil ke sab kaho

Aata hoon masih...

Explore more worship songs in our lyrics collections.

Click to rate this!
[Total: 0 Average: 0]

Teri Shireen Aawaz (तेरी शिरीन आवाज़) - Hindi

Please Rate Teri Shireen Aawaz (तेरी शिरीन आवाज़)