Tere Lahoo Se Mujhe Dho Le Tu Prabhu (तेरे लहू से मुझे धो ले तू प्रभु) - English/Hindi

Tere Lahoo Se Mujhe Dho Le Tu Prabhu (तेरे लहू से मुझे धो ले तू प्रभु) - English

“Tere Lahoo Se Mujhe Dho Le Tu Prabhu (तेरे लहू से मुझे धो ले तू प्रभु)” is a Hindi worship song, a prayer for the Lord to wash us completely by His blood. Chords and lyrics are below. Looking for more songs like this? Browse our worship song collections.

Unknown

C          G        F            C
Tere lahoo se mujhe dho le tu prabhu
              G
Puri taur se abhi
C         F    G         C
Tere hi samaan hone ke liye
            G   G7             C
Mere jeevan may kaam kar tu prabhu

Daldal ki keech se mujhe ubaaraa
Chattaan par khadaa kar diya tere liye
Kshamaa kiya hai tamaam paapon ko
Smaran karta hai ki main mitti hi hun

Kalavary par balidaan hua tu
Daan aur daataa hai tu mere lia
Vishwas may sthir rehunga
Aur tujhse zyada prem karunga

Toota hua man chaahta hai tu
Kathor kar diya maine pichhle dinon men
Naya banaya daya karke
Swargeeya sthaanon may baitha diya

Explore more worship songs in our lyrics collections.

Click to rate this!
[Total: 0 Average: 0]

Tere Lahoo Se Mujhe Dho Le Tu Prabhu (तेरे लहू से मुझे धो ले तू प्रभु) - Hindi

Please Rate Tere Lahoo Se Mujhe Dho Le Tu Prabhu (तेरे लहू से मुझे धो ले तू प्रभु)