Masiha Aaya Hai (मसीहा आया है) - English/Hindi

Masiha Aaya Hai (मसीहा आया है) - English

“Masiha Aaya Hai (मसीहा आया है)” is a Hindi worship song announcing the Messiah has come, bringing joy to the whole world. Chords and lyrics are below. Looking for more songs like this? Browse our worship song collections.

Jaago Music

A
Masiha aaya hai
Jag me khushiyaa laaya hai
   D            E
Saare jahaan me aaj
                A
Ye paigaam aaya hai
Masiha aaya hai
Jag me khushiyaa laaya hai
 
A
Bibi mariyam usey sulaane
            E
Meethi lori gaati hai
Bade pyaar se usey sulaane
D             A
Kaandho pe sehlaati hai
  D
Masih ka raaj aaya hai
   A
Taare ne batlaya hai
  Bm
Masih ka raaj aaya hai
   F#m
Taare ne batlaya hai
A
Kyaa?

Masiha aaya hai...

Thokar maaro soot boot ko
Pehle dil ko saaf karo
Jo bhi hoga dushman apna
Pehle usko maaf karo
Masih ka raaj aaya hai
Taare ne batlaya hai
Kyaa?

Masiha aaya hai...

Explore more worship songs in our lyrics collections.

Click to rate this!
[Total: 0 Average: 0]

Masiha Aaya Hai (मसीहा आया है) - Hindi

Please Rate Masiha Aaya Hai (मसीहा आया है)