Woh Pyaari Saleeb (वह प्यारी सलीब) - English/Hindi

Woh Pyaari Saleeb (वह प्यारी सलीब) - English

“Woh Pyaari Saleeb (वह प्यारी सलीब)” is the Hindi version of George Bennard’s beloved 1913 hymn The Old Rugged Cross. Chords and lyrics are below. Looking for more songs like this? Browse our worship song collections.

George Bennard
Hindi version of The Old Rugged Cross

A
Woh pyaari saleeb
        D
Mujh ko dikh padti hai
     E        D        A   C#  F#m
Ek pahadi par jo khadi thi
     A
Ki masih-ye-maslub
     D
Ne nadamat utha
     E        D            A
Gunahgaaro ki khaatir jaan di

A       E                 A
Paas na chodunga pyaari saleeb
        D                 A
Jab tak duniya mei hoga kayaam
      F#m             D
Lipta rahunga mei usi se
      A       E         D
Ki maslub mei hai abdi araam

Aah! woh pyaari saleeb
Jiski hoti tehkir
Hai mujh ko behad dil pajeer
Ki khuda ke mehboob
Uss jalaali masih
Ne saha dukh be najeer

Paas na chodunga...

Mujhe pyaari saleeb
Mai jo lahu-luhaan
Nazar aati hai khoob-surati
Ki khuda ke masih ne kafaara diya
To mile mujhe zindagi

Paas na chodunga...

Mai uss pyaari saleeb
Ka ruh wafadaar
Sipaahi hamesha zaroor
Jab tak mera masih na karega mujhe
Apne abdi jalaal mai manzur

Explore more worship songs in our lyrics collections.

Click to rate this!
[Total: 0 Average: 0]

Woh Pyaari Saleeb (वह प्यारी सलीब) - Hindi

Please Rate Woh Pyaari Saleeb (वह प्यारी सलीब)