“Hai Di Aawaz (है दी आवाज़)” is a Hindi Christmas carol of the angels’ voice descending to earth as God became man. Chords and lyrics are below. Looking for more songs like this? Browse our worship song collections.
Jaago Music
A D
Hai di aawaz farishto ne zami ke logo ko
A E D E A
Uter aaya jaha mai ab khuda insaan banke
A
Hai di aawaz
Bm E
Yeshu hai uska naam
A D E
To karo jai jaikar
A Bm
Wo aaya hai gunah ki kaid se aazad karne ko
E D A
Jo ujde zindagi ke baag unhe aabad karne ko
D
Na ho mayus khuda aaya umeedo ka jaha banke
A E D E A
Uter aaya jaha mai ab khuda insaan banke
Jo baithe hai andhero mai wo aaye roshni lele
Gamo mai rehne wale zindagi ki her khushi lele
Wo aaya hai khuda insaan mehrbaan banke
Hamare waste wo aasmani pyar laya hai
Naya jeewa naye rahe naya sansaar laya hai
Kabhi jo khatm na ho aaya aisi dastaan banke
Explore more worship songs in our lyrics collections.
Click to rate this!
[Total: 0 Average: 0]