Ab Aao Vishwasiyon (अब आओ विश्वासियों) - English/Hindi

Ab Aao Vishwasiyon (अब आओ विश्वासियों) - English

“Ab Aao Vishwasiyon (अब आओ विश्वासियों)” is the Hindi translation of O Come All Ye Faithful, calling the faithful to come to Bethlehem. Chords and lyrics are below. Looking for more songs like this? Browse our worship song collections.

John Francis Wade, Frederick Oakeley
Hindi translation of O Come All Ye Faithful
Malayalam translation: Vishwasikale Va (വിശ്വാസികളേ വാ)

F       C
Ab aao vishwasiyon
F             C
Jai jai karte aao
   Dm      C
Ab aao ham chale
G         C
Bethlehem ko
F           Bb  F
Charni mein de--kho
Dm  Bb    C
Mahima ka raja
   F
Ab aao ham sarahe
   F         Dm  C
Ab aao ham sara--he
   Bb  Gm    C   Bb
Ab aao ham sara--he
F       C      F
Rivasth prabhu ko

Veh ishwar se ishwar
Jyot ka jyot sanatan
Ghin usne na kiya
Garbh kuwari se
Sachcha parmeshwar
Na srija, par janma
Ab aao ham sarahe
Ab aao ham sarahe
Ab aao ham sarahe
Rivasth prabhu ko
 
Hai sare dootganon
Jai-jaikaar tum karo
Haan swargon ke swarg mein
Tum gaate raho
Mahima aur stuti
Ishwar sarvpradhan ko
Ab aao ham sarahe
Ab aao ham sarahe
Ab aao ham sarahe
Rivasth prabhu ko
 
Amen! Prabhu dhanya ho
Aan ke liye janmaa
Hai yishu ho teri
Anant mahima
Pita ka vachan
Ab dehdhaari huya
Ab aao ham sarahe
Ab aao ham sarahe
Ab aao ham sarahe
Rivasth prabhu ko

Explore more worship songs in our lyrics collections.

Click to rate this!
[Total: 0 Average: 0]

Ab Aao Vishwasiyon (अब आओ विश्वासियों) - Hindi

Please Rate Ab Aao Vishwasiyon (अब आओ विश्वासियों)