Hum To Jalte Deep Hain (हमतो जलते दीप हैं) - English/Hindi

Hum To Jalte Deep Hain (हमतो जलते दीप हैं) - English

“Hum To Jalte Deep Hain (हमतो जलते दीप हैं)” is a Hindi worship song declaring we are burning lamps of the light of Jesus as long as we are in this world. Chords and lyrics are below. Looking for more songs like this? Browse our worship song collections.

Unknown

C#m                    B        E     C#m
Hum to jalte deep hain Yeshu ki jyoti ke
                 B                   C#m
Jab tak hum hain is jahan mein jalte jana hain
                      B     E    C#m
Andhiyare ḍagar pe ho aandhiya kaheen
             B                  C#m
Har ḍagar pe jyoti Yeshu ki phailana hain
Hum to jalte deep hain

B                    E     A    C#m
Jalna zindagi hamari Yeshu ke liye
B                       E    B     C#m
Jisne daag har gunah ke mere dho diye
B                    C#m        G#   C#m
Jisne suli par jalai jyoti mere prem ki
E           B                 C#m
Vo hi jyoti aaj mere dil mein jal rahi

Koi bhaṭakata ho ḍagar pe bepanah sa
Aaj suli ke tale use bhulana hai
Hum to jalte deep hai

Jal rahi thhi zindagi yahan gunah mein
Yeshu ne hamko le liya apni panah mein
De raha aawaz sabko aao mere paas
Paas rakhunga hamesha hote kyon nirash

Jisne paya hai hamen dekar apani jaan
Us maseeh ki jyoti har kahin phailana hai
Hum to jalte deep hain

Explore more worship songs in our lyrics collections.

Click to rate this!
[Total: 0 Average: 0]

Hum To Jalte Deep Hain (हमतो जलते दीप हैं) - Hindi

Please Rate Hum To Jalte Deep Hain (हमतो जलते दीप हैं)