Aadar Aur Mahima (आदर और महिमा) - English/Hindi

Aadar Aur Mahima (आदर और महिमा) - English

“Aadar Aur Mahima (आदर और महिमा)” is a Hindi worship song by Paul Thomas Mathews, declaring honor and glory belong to Jesus, worthy of thanks forever. Chords and lyrics are below. Looking for more songs like this? Browse our worship song collections.

Paul Thomas Mathews

Am
  Aadar aur mahima
Dm
  Saamarth ke yogya 
G                C   E
  Yeshu tu hi to hai 
Am
  Yugaanuyug jivit
Dm
  Dhanyawad ke yogya   
G                Am
  Yeshu tu hi to hai 

         Am   Em  G    Am
Ham gaen hosaanaa hosaanaa
              Em  G    Am
Ham gaen hosaanaa hosaanaa

Am
  Jhukate hain aakar
Dm
  Charnon men tere
G            C  E
  Sang duton ke
Am
  Mukut ko rakhte
Dm
  Kadamon men tere
G            C  E
  Sang santo ke

C                  F
  Jo kuchh bhe hamane hai kiyaa
G              Am
  Tune hamaare liye kiya

Aadar aur mahima...

Sinhaasan ke saamane
Sab log kahte
Tu he pavitra hai
Is mandir men
Ham bhi yah gaate 
Tu hi pavitra hai

Jo thaa aur hai aur rahegaa 
Tu he pavitr sarvashaktimaan

Aadar aur mahima...

Ham gaen hosaanaa hosaanaa

Explore more worship songs in our lyrics collections.

Click to rate this!
[Total: 0 Average: 0]

Aadar Aur Mahima (आदर और महिमा) - Hindi

Please Rate Aadar Aur Mahima (आदर और महिमा)