Yeshu Wahi Rahega (येशु वही रहेगा) - English/Hindi

Yeshu Wahi Rahega (येशु वही रहेगा) - English

“Yeshu Wahi Rahega (येशु वही रहेगा)” is a Hindi worship song by Rahul Rao, declaring Jesus was the same, is the same, and will always be the same. Chords and lyrics are below. Looking for more songs like this? Browse our worship song collections.

Rahul Rao

Dm        C
Tu na badla tha
   Gm        Bb
Na badla hai
   F       C  Am
Na badlega...
Dm                C              Bb
Yeshu wahi tha, wahi hai, wahi rahega    

Dm              C
Insaa banaa tu, kroos par fanaa tu
Bb             Dm
Kabr nahi tera sthal
             C
Tu payda hua
     Gm         Bb
Phir markar bhi
   F         C  Am
Tu zinda hua...
Dm                 C              Bb
Tu toh wahi tha, wahi hai, wahi rahega    

Jeevan ki Roti, Jeevan ki Jyoti
Tu hi hai Jeevan ka Jal 
Tu laaya hai, Zindagi nayee, tu laayega (tera vaada hai)      
Tu toh wahi tha, wahi hai, wahi rahega    

Dm                Bb
Teri Kahaani, Hai sabko Sunaani
   C              Dm
Tu sang merey har pal
               Bb
Mera Bharosaa, Mera Sahaara
F     C        Dm
Tu hi hai mera bal

Tu aaya tha
Tera vaada hai
Tu aayega    
Tu toh wahi tha, wahi hai, wahi rahega    

Tu na badla tha
Na badla hai
Na badlega
Yeshu wahi tha, wahi hai, wahi rahega

Explore more worship songs in our lyrics collections.

Click to rate this!
[Total: 0 Average: 0]

Yeshu Wahi Rahega (येशु वही रहेगा) - Hindi

Please Rate Yeshu Wahi Rahega (येशु वही रहेगा)