Aaradhna Stuti Ho Yeshu Ji Teri,
Aaradhna Stuti Ho – 4(1)
Aakash Aur Prithvi Ka Srijanhara Tu -2
Swargo Ke Swarg Mein Ho,
Yeshu Ji Teri Aaradhna Stuti Ho – 2
Aaradhna Stuti Ho Yeshu Ji Teri,
Aaradhna Stuti Ho – 2
(2)
Parvat Nadiyo Ka Srijanhara Tu – 2
Dil Mein Hamare Tum Hi Ho,
Yeshu Teri Aaradhna Stuti Ho – 2
Aaradhna Stuti Ho Yeshu Ji Teri,
Aaradhna Stuti Ho – 2
(3)
Sari Srishti Ka Palanhara Tu – 2
Alfa Omega Tum Hi Ho,
Yeshu Ji Teri Aaradhna Stuti Ho – 2
Aaradhna Stuti Ho Yeshu Ji Teri,
Aaradhna Stuti Ho – 2
(4)
Mafi Dene Wala Changa Karne Wala – 2
Suli Mein Pran Diye Ho,
Yeshu Ji Teri Aaradhna Stuti Ho – 2
Aaradhna Stuti Ho Yeshu Ji Teri,
Aaradhna Stuti Ho – 2
(5)
Aashis Dene Wala Barkat Dene Wala – 2
Aadi Anant Tum Hi Ho,
Yeshu Ji Teri Aaradhna Stuti Ho – 2
Aaradhna Stuti Ho Yeshu Ji Teri,
Aaradhna Stuti Ho – 4