Aasman Pe Nazar Aaye (आसमां पे नज़र आये) - English/Hindi

Aasman Pe Nazar Aaye (आसमां पे नज़र आये) - English

“Aasman Pe Nazar Aaye (आसमां पे नज़र आये)” is a Hindi worship song declaring God’s glory visible in the heavens and His wonders seen on earth. Chords and lyrics are below. Looking for more songs like this? Browse our worship song collections.

Anil Kant

Gm                Eb
Aasman pe nazar aaye
       Gm         Eb
Tera jalaal khuda
           F
Aur zameen pe
        Dm
Tere haathon ka
      Eb         Gm
Hai kamaal khuda

Gm       Eb         F
  Tera kanoon bhala hai
         Gm
Jo akl deta hai
       Bb         F
Tera kanoon bhala hai
         Gm
Jo akl deta hai
                     Eb
Hukm tera hai kharaa jaan
            Gm         Eb
Jaan kare bahaal khuda
       F             Dm
Hukm tera hai kharaa jaan
            Eb      Gm
Jaan kare bahaal khuda

Aasman pe nazar aaye
Tera jalaal khuda

Ya Khuda khof tera paak hai
Sadaa ke liye
Ya Khuda khof tera paak hai
Sadaa ke liye
Roshni de mere dil ko
Tera visaal khuda
Roshni de mere dil ko
Tera visaal khuda

Aasman pe nazar aaye
Tera jalaal khuda

Bachana mujhko gunaah se
Tu paak rakhna sadaa
Bachana mujhko gunaah se
Tu paak rakhna sadaa
Mere dil ko meri baatein
Mere khayaal khuda
Mere dil ko meri baatein
Mere khayaal khuda

Aasman pe nazar aaye
Tera jalaal khuda

Explore more worship songs in our lyrics collections.

Click to rate this!
[Total: 0 Average: 0]

Aasman Pe Nazar Aaye (आसमां पे नज़र आये) - Hindi

Please Rate Aasman Pe Nazar Aaye (आसमां पे नज़र आये)