Adhbhut Hai Krus Ka Prem (अदभुत है क्रूस का प्रेम) - English/Hindi

Adhbhut Hai Krus Ka Prem (अदभुत है क्रूस का प्रेम) - English

“Adhbhut Hai Krus Ka Prem (अदभुत है क्रूस का प्रेम)” is a Hindi worship song by Christy John, of the wonderful love of the cross that my Lord bore for me. Chords and lyrics are below. Looking for more songs like this? Browse our worship song collections.

Christy John

F#          C#
Adhbhut hai krus ka prem
        B           F#
Adhbhut hai krus ka prem
        D#m         A#m
Jis par mere prabhu ne
      C#              F#  C#
De di jaan mere badle me
      
           B                 F#    C#
Kya tujhko doon tere prem ke badle
        B            F#
Deta hu main apna jeevan
          C#             B
Teri seva me teri bhakti me
          C#             F#
Teri seva me teri bhakti me

Kha kar kode yeshu ne
Di changayi rogo se humein
Kha kar kode Yeshu ne
Di changayi rogo se humein

Kya tujhko doon...

Chad gaya kroos par prabhu
Lekar mere paap aur shraap
Chad gaya kroos par prabhu
Lekar mere paap aur shraap

Kya tujhko doon...

Jai paayi paap mrityu par
Ji uthkar mere prabhu ne
Jai paayi paap mrityu par
Ji uthkar mere Prabhu ne

Kya tujhko doon...

         B
Tu yogya hai
         F#
Tu yogya hai
         G#m
Tu yogya hai
          F#
Meri seva ke
Tu yogya hai
Tu yogya hai
Tu yogya hai
Meri bhakti ke

Explore more worship songs in our lyrics collections.

Click to rate this!
[Total: 0 Average: 0]

Adhbhut Hai Krus Ka Prem (अदभुत है क्रूस का प्रेम) - Hindi

Please Rate Adhbhut Hai Krus Ka Prem (अदभुत है क्रूस का प्रेम)