“Anand Manaayen (आनन्द मनायें)” is a Hindi worship song rejoicing that Jesus has become King and ruler of our hearts. Chords and lyrics are below. Looking for more songs like this? Browse our worship song collections.
P V George
Hindi version of Malayalam Sthuthippeen Sthuthipeen Ennum Sthuthicheeduveen (സ്തുതിപ്പിൻ സ്തുതിപ്പിൻ എന്നും സ്തുതിച്ചീടുവിൻ)
E G#m
Anand manaayen aao anand manaayen
A B
Yeshu raja mera ho gaya
E A
Iss srishti ka paalanhara
B E
Mere hridey ka raja hua
E A
Aa anand hai param anand hai
B E
Kya yeh mera saubhagya hai
E A
Iss srishti ka paalanhara
B E
Mere hridey ka raja hua
Mere balakpan se usne mujhe chun liya
Main thha bhatka aur dur ho gaya
Uski karuna ne phir bhi nahi chhoda
Naya jivan mujhe de diya
Aa anand hai param anand hai...
Main bana rahunga prem main apne prabhu ke
Chaahe koi bhi baadha pade
Uski aagya ko nahi bhulunga
Jab tak uska aana na ho
Aa anand hai param anand hai...
Pyaara prabhu aayega sang main mujhe le lega
Taaki uske saath main rahun
Main magan rahunga uski sangati main
Vahaan aanand hi aanand hai
Aa anand hai param anand hai...
Explore more worship songs in our lyrics collections.
Click to rate this!
[Total: 0 Average: 0]