Antim Dino Ke Abhishek,
Sare Logon Ke Upar Tu Bhej,
Katni Ka Hai Ye Samay,
Pavitra Aatma Se Bhar De Hamen – 2
(Chorus)
Agni Saman Utar Aa,
Agni Jibh Ke Saman Thahar Jaa,
Jhonka Tufan Ka Leke Aa,
Nadi Aatma Ki Kam Par Baha – 2
(2)
Sukhi Haddiyon Ki Taraai Mein,
Badi Sena Ko Chalte Dekhun,
Adhikar Ki Vani Tu De,
Pavitra Aatma Mein Nabuwat Karun – 2
Agni Saman Utar Aa,
Agni Jibh Ke Saman Thahar Jaa,
Jhonka Tufan Ka Leke Aa,
Nadi Aatma Ki Kam Par Baha – 2
(3)
Karmel Parvat Ki Prarthna Mein,
Chhote Badal ko Uthte Dekhun,
Aahaab Jaise Kaanpaa,
Vahi Agni Ko Fir Se Tu Bhej – 2
Agni Saman Utar Aa,
Agni Jibh Ke Saman Thahar Jaa,
Jhonka Tufan Ka Leke Aa,
Nadi Aatma Ki Kam Par Baha – 2
(4)
Siney Parvat Ki Choti Par Main,
Agni Jwala Ko Jalte Dekhun,
Israel Ke He Khuda,
Vahi Agni Ko Ham Par Tu Bhej – 2
Agni Saman Utar Aa,
Agni Jibh Ke Saman Thahar Jaa,
Jhonka Tufan Ka Leke Aa,
Nadi Aatma Ki Kam Par Baha – 2
Agni Saman Utar Aa,
Agni Jibh Ke Saman Thahar Jaa,
Jhonka Tufan Ka Leke Aa,
Nadi Aatma Ki Kam Par Baha – 2
Nadi Aatma Ki Kam Par Baha – 3