Antim Dinon Ke Abhishek (अंतिम दिनों के अभिषेक) - English/Hindi

Antim Dinon Ke Abhishek (अंतिम दिनों के अभिषेक) - English

“Antim Dinon Ke Abhishek (अंतिम दिनों के अभिषेक)” is a Hindi worship song praying for the last-days outpouring of the Holy Spirit in this season of harvest. Chords and lyrics are below. Looking for more songs like this? Browse our worship song collections.

Reji Narayanan
Hindi version of Malayalam Anthyakaala Abhishekam (അന്ത്യകാല അഭിഷേകം)

Dm
Antim dinon ke abhishek
                       Am
Saare logon ke upar tu bhej
Gm             F
Katni ka hai samay
                          Dm
Pavitra atma se bhar de hamein

Dm                F
Agni samaan uttar aa
                             Am
Agni jeebh ke samaan thhahar ja
Gm                    F
Jhonke toofan ka leke aa
                       Dm
Nadi atma ki hum par baha

Sookhi haddiyon ki tarai may
Badi sena ko chalte dekoon
Adhikar ki vaani tu de
Pavitra aatma main nabuvat karoon

Agni samaan uttar aa...

Karmel parvat ki prarthna mein
Chhote baadal ko uthhate dekhoon
Ahaab jaise kanpa
Wohi agni ko phir se tu bhej

Agni samaan uttar aa...

Sinai parvat ki choti par main
Agni jwala ko jalate dekhoon
Israel ke hay khuda
Wohi agni ko hum par tu bhej

Agni samaan uttar aa...

Explore more worship songs in our lyrics collections.

Click to rate this!
[Total: 0 Average: 0]

Antim Dinon Ke Abhishek (अंतिम दिनों के अभिषेक) - Hindi

Please Rate Antim Dinon Ke Abhishek (अंतिम दिनों के अभिषेक)