Apno Ko To Is Duniya Me (अपनों को तो इस दुनिया में) - English/Hindi

Apno Ko To Is Duniya Me (अपनों को तो इस दुनिया में) - English

“Apno Ko To Is Duniya Me (अपनों को तो इस दुनिया में)” is a Hindi worship song declaring the Messiah teaches us to love even our enemies, not only our own. Chords and lyrics are below. Looking for more songs like this? Browse our worship song collections.

Unknown

F#m
Apno ko to is duniya me
                 Bm
Sabhi pyar karte hei
E
Dushman se bhi tum pyar karna
D        C#    F#m
Masiha sikhate hei

F#m             C#
Ek gaal par koi maare jo chanta
F#m              E
Dooja gaal bhi dena
            C#
Le jaye koi ik meel jabran
F#m     A         F#m
Do meel tum saath jaana

Apno ko to apna sab kuchh
Sab log dete hein
Gairon par bhi sab kuchh lutaana
Masiha sikhate hein

Jo de tumko kaante unka
Daaman phoolon se bhar do
Prabhu ne tumko maaf kiya tum bhi
Sab ko maaf kar do

Apno ko to gunaahon ki maafi
Sab log dete hain
Dushman ko bhi maaf karna
Masiha sikhate hein

Explore more worship songs in our lyrics collections.

Click to rate this!
[Total: 0 Average: 0]

Apno Ko To Is Duniya Me (अपनों को तो इस दुनिया में) - Hindi

Please Rate Apno Ko To Is Duniya Me (अपनों को तो इस दुनिया में)