Aaradhna Ho Aaradhna,
Khudawand Yeshu Ki Aaradhna – 2
(1)
Mukti Data Ki Aardhna,
Shanti Data Ki Aaradhna – 2
Aaradhna Ho Aaradhna,
Khudawand Yeshu Ki Aaradhna – 2
(2)
Duton Ke Sang Aaradhna,
Stuti Prashansa Aaradhna – 2
Aaradhna Ho Aaradhna,
Khudawand Yeshu Ki Aaradhna – 2
(3)
Pavitra Dil Se Aaradhna,
Premi Man Se Aaradhna – 2
Aaradhna Ho Aaradhna,
Khudawand Yeshu Ki Aaradhna -2
(4)
Mere Masiha Ki Aaradhna,
Jeevan Data Ki Aaradhna – 2
Aaradhna Ho Aaradhna,
Khudawand Yeshu Ki Aaradhna – 2
(5)
Tali Baja Ke Aaradhna,
Rajao Ke Raja Ki Aaradhna – 2
Aaradhna Ho Aaradhna,
Khudawand Yeshu Ki Aaradhna – 2
(6)
Hath Utha Ke Aaradhna,
Hath Faila Ke Aaradhna – 2
Aaradhna Ho Aaradhna,
Khudawand Yeshu Ki Aaradhna – 4