Charni mein aayi hai bahaar
Aaj YESHU paida hue * 2
Dono jahan ke sardar
Aaj YESHU paida hue * 2
Aao gunhagaro pass uske jaaye * 2
Kadmo ko chume sir ko jhukae * 2
Sajda karenge bar bar
Aaj YESHU paida hue * 2
Charni mein aayi hai bahaar
Aaj YESHU paida hue
Shaitan ke bandh tode humko bachaya * 2
Paapo ki kaid se humko chudaya
Baap se jisne hai mel karaya
Dono jahan ke sardar
Aaj YESHU paida hue * 2
Charni mein aayi hai bahaar
Aaj YESHU paida hue
Aamos-shad jiski saari Khudayi hai * 2
Kehte gunaah se di humko rihaayi hai * 2
Arsh farish ke mohtaar
Aaj YESHU paida hue * 2
Charni mein aayi hai bahaar
Aaj YESHU paida hue