Chhod De Chhod De Apne Aap Ka Bharosa (छोड़ दे छोड़ दे अपने आप का भरोसा) - English/Hindi

Chhod De Chhod De Apne Aap Ka Bharosa (छोड़ दे छोड़ दे अपने आप का भरोसा) - English

“Chhod De Chhod De Apne Aap Ka Bharosa (छोड़ दे छोड़ दे अपने आप का भरोसा)” is a call to let go of self-reliance and trust in Christ, who knows us. Chords and lyrics are below. Looking for more songs like this? Browse our worship song collections.

Unknown

G         Am
Chhod de, chhod de
     C      G
Apne aap ka bharosa
      Bm      Am     
Kar masih par bharosa
     C        G
Wo tujhe jaanata hai

G                  Am
Do char din ki hai teri
   D                  G
Ye rang roop aur ye jawani
                   Am
Ye dhan-daulat aur shauharat
   D             G
Ho jayegi ek din phaani
Em           D              C        G
Chalne waali saansen bhi thahar jayenge

Chhod de, chhod de...

Duniya ki taaqat ka
Sun pyaare bharosa na kar
Jhootha pyaar jhootha jag saara
Kisi par bharosa na kar
Kache dhaagon ka ye bandhan toot jayega

Chhod de, chhod de...

Apni fikra tu kabhi na kar
Teri fikra to masih karega
Jahaan mein ek hai wo sahaara
Saari mushkilen masih aasaan karega
Sukh shaanti ke ye ghar lekar jayega

Chhod de, chhod de...

Explore more worship songs in our lyrics collections.

Click to rate this!
[Total: 0 Average: 0]

Chhod De Chhod De Apne Aap Ka Bharosa (छोड़ दे छोड़ दे अपने आप का भरोसा) - Hindi

Please Rate Chhod De Chhod De Apne Aap Ka Bharosa (छोड़ दे छोड़ दे अपने आप का भरोसा)