Dhanya Dhanya Mere Prabhu (धन्य धन्य मेरे प्रभु) - English/Hindi

Dhanya Dhanya Mere Prabhu (धन्य धन्य मेरे प्रभु) - English

“Dhanya Dhanya Mere Prabhu (धन्य धन्य मेरे प्रभु)” is a Hindi worship song thanking the Lord Jesus for His countless blessings and wondrous love. Chords and lyrics are below. Looking for more songs like this? Browse our worship song collections.

Charles Jacob
Hindi version of Malayalam Nanni Nanni En Daivame (നന്ദി നന്ദി എൻ ദൈവമേ)

E      B      C#m     B
Dhanya dhanya mere prabhu
A         B       E
Dhanyawad yeshu masih

E              F#m
Anginat tere upkaar ka
A            B     E
Adhbhut tere pyaar ka
E              F#m
Anginat tere upkaar ka
A            B
Adhbhut tere pyaar ka

Dhanya dhanya mere prabhu...

Paap se ghayal main jo pada thha
Haathhon may tune uthha liya
Dhanya dhanya mere prabhu
Dhanyawad yeshu masih

Dhanya dhanya mere prabhu...

Andheri tarai may bhi tune
Marg ko mere roshan kiya
Dhanya dhanya mere prabhu
Dhanyawad yeshu masih

Dhanya dhanya mere prabhu...

Jeevan ke khaalipan ko bhi tune
Apni aashishon se bhar diya
Dhanya dhanya mere prabhu
Dhanyawad yeshu masih

Dhanya dhanya mere prabhu...

Explore more worship songs in our lyrics collections.

Click to rate this!
[Total: 0 Average: 0]

Dhanya Dhanya Mere Prabhu (धन्य धन्य मेरे प्रभु) - Hindi

Please Rate Dhanya Dhanya Mere Prabhu (धन्य धन्य मेरे प्रभु)