Dhanyawad Ka Katora (धन्यवाद का कटोरा) - English/Hindi

Dhanyawad Ka Katora (धन्यवाद का कटोरा) - English

“Dhanyawad Ka Katora (धन्यवाद का कटोरा)” is a Hindi worship song asking what we can give back to God for all He has given and done. Chords and lyrics are below. Looking for more songs like this? Browse our worship song collections.

Paul Thomas Mathews, James Bovas

G
Jo kuchh hai tune diya
C                   G
  Usake badale mein kya doon
Jo kuchh hai tune kiya
C                 G
  Usake badale me kya kahoon
                 C 
Dhanyawad ka katora
D                   G
  Uthaake main ye kahoon
     Em              C
Pita dhanyawad yeshu dhanyawad
D                 G
  Dhanyawad aatma dhanyawad

Jivan hai tera diya
Jo kuch hai mera sab tuney diya
Dhanyawad ka katora 
Uthaake main ye kahoon
Pita dhanyawad yeeshu dhanyawad 
Dhanyawad aatma dhanyawad

Aasheeshen tujhse hai meri
Bin maange toone hai sab kuch diya
Dhanyawad ka katora 
Uthaake main ye kahoon
Pita dhanyawad yeshu dhanyawad 
Dhanyawad aatma dhanyawad

Explore more worship songs in our lyrics collections.

Click to rate this!
[Total: 0 Average: 0]

Dhanyawad Ka Katora (धन्यवाद का कटोरा) - Hindi

Please Rate Dhanyawad Ka Katora (धन्यवाद का कटोरा)