Dil Ke Daag Ko Dhove Kaun (दिल के दाग को धोवे कौन) - English/Hindi

Dil Ke Daag Ko Dhove Kaun (दिल के दाग को धोवे कौन) - English

“Dil Ke Daag Ko Dhove Kaun (दिल के दाग को धोवे कौन)” is the Hindi version of Robert Lowry’s 1876 gospel classic Nothing But The Blood Of Jesus. Chords and lyrics are below. Looking for more songs like this? Browse our worship song collections.

Robert Lowry
Hindi version of Nothing But The Blood Of Jesus

G              Em
Dil ke daag ko dhove kaun
G           C        D    G
Lahoo jo ki kroos se jaa--ri
             Em   
Mere marz ko khove kaun
G           C        D    G
Lahoo jo ki kroos se jaa--ri

G
Woh chashma hey maamoor
D                 C
Daag dil ke karta door
G          Em
Hai mujhko dil manjoor
G           C        D    G
Lahoo jo ki kroos se jaa--ri

Mere marz ka shaafi hey
Lahoo jo ki kroos se jaari 
Muaafee ko woh kaafi hey
Lahoo jo ki kroos se jaari 

Woh chashma hey maamoor...

Meri woh ummeed hey khaas
Lahoo jo ki kroos se jaari 
Raasti ka hey khush libaas
Lahoo jo ki kroos se jaari 

Woh chashma hey maamoor...

Dukh takleef mein hey panaah
Lahoo jo ki kroos se jaari 
Woh hey mere ghar ki raah
Lahoo jo ki kroos se jaari

Woh chashma hey maamoor...

Woh hey mere karz ka daam
Lahoo jo ki kroos se jaari 
Woh hai mera khaas inaam
Lahoo jo ki kroos se jaari

Woh chashma hey maamoor...

Explore more worship songs in our lyrics collections.

Click to rate this!
[Total: 0 Average: 0]

Dil Ke Daag Ko Dhove Kaun (दिल के दाग को धोवे कौन) - Hindi

Please Rate Dil Ke Daag Ko Dhove Kaun (दिल के दाग को धोवे कौन)