Dua Mein Baitha Karo Lyrics - English/Hindi

Dua Mein Baitha Karo Lyrics - English

“Dua Mein Baitha Karo Lyrics” is a Hindi worship song inspired by Daniel’s faithful prayer life, encouraging believers to set aside daily time in prayer. Full lyrics are below. Looking for more songs like this? Browse our Hindi Christian song lyrics collection.

<div class="entry-content">
<h3>Dua Mein Baitha Karo</h3>
Chorus
Dua Mein Baitha Karo,
Acchi Baat Hai – 2
Acchi Baat Hai,
Anokhi Baat Hai – 2

Dua Mein Baitha Karo,
Acchi Baat Hai – 2
Acchi Baat Hai,
Acchi Baat Hai – 2

(1)
Daniel Din Mein,
Teen Baar Duaayein Karta Tha,
Parmeshwar Ke Samne Saari Baatein Rakhta Tha – 2
Parmeshwar Ne Uski Dua Sun Li – 2
Tum Bhi Baitha Karo,
Acchi Baat Hai – 2

Acchi Baat Hai,
Anokhi Baat Hai – 2
Dua Mein Baitha Karo,
Acchi Baat Hai – 2

(2)
Parmeshwar Humari,
Prarthnaao Ko Sunta Hai,
Vo Chahe To Saari Kaamnayein Pooree Karta Hai – 2
Kya Tum Sab Ne Dil Se Dua Kar Li – 2
Har Din Baitha Karo,
Acchi Baat Hai – 2

Acchi Baat Hai,
Anokhi Baat Hai – 2
Dua Mein Baitha Karo,
Acchi Baat Hai

Acchi Baat Hai,
Sundar Baat Hai,
Sundar Baat Hai,
Acchi Baat Hai – 2

</div>

Explore more worship songs in our lyrics collections.

Click to rate this!
[Total: 0 Average: 0]

Dua Mein Baitha Karo Lyrics - Hindi

दुआ में बैठ करो

(कोरस)
दुआ में बैठ करो,
अच्छी बात है – 2
अच्छी बात है,
अनोखी बात है – 2

दुआ में बैठ करो,
अच्छी बात है – 2
अच्छी बात है,
अच्छी बात है – 2

(1)
दानिय्येल दिन में,
तीन बार दुआएँ करता था,
परमेश्वर के सामने सारी बातें रखता था – 2
परमेश्वर ने उसकी दुआ सुन ली – 2
तुम भी बैठा करो,
अच्छी बात है – 2

अच्छी बात है,
अनोखी बात है – 2
दुआ में बैठ करो,
अच्छी बात है – 2

(2)
परमेश्वर हमारी,
प्रार्थनाओ को सुनता है,
वो चाहे तो सारी कामनाएँ पूरी करता है – 2
क्या तुम सब ने दिल से दुआ कर ली – 2
हर दिन बैठा करो,
अच्छी बात है – 2

अच्छी बात है,
अनोखी बात है – 2
दुआ में बैठ करो,
अच्छी बात है

अच्छी बात है,
सुंदर बात है,
सुंदर बात है,
अच्छी बात है – 2

Please Rate Dua Mein Baitha Karo Lyrics