Iss Duniya Ke Safar Mein (इस दुनिया के सफर में) - English/Hindi

Iss Duniya Ke Safar Mein (इस दुनिया के सफर में) - English

“Iss Duniya Ke Safar Mein (इस दुनिया के सफर में)” is a Hindi worship song of God’s motherly care carrying us in His hands through this world’s journey. Chords and lyrics are below. Looking for more songs like this? Browse our worship song collections.

John K Abraham
Hindi translation of Malayalam song: Ee Maruyaathrayil Ninne (ഈ മരുയാത്രയതിൽ നിന്നെ)

C#m                 A
  Mann ki vyakultha may
B                     E
  Maa ki taraha woh banne
A                B
  Apne hatheliyo main
F#m        B        E  
  Thujko bana rakha hai
  
E               G#m
Yatra kitni hai baaki
F#m         B          E
  Kadmon ko talne na dega
              G#m
Intezar kitni aur
F#m       B            E
Thurahi ke dhwani sunne ki

Ratri ke pehero main jab
Aasoon behete hain tere
Kis liye rota hain tu
Puchchne ko yeshu matra

Dauda main kitni hi duur
Dhoonda main kitna hi pyaar
Paya jo sab naashman 
Rishte bhi phande ban gaye

Main to musafir hoon
Kuch bhi nahi apna
Pichla sab bhool kar
Aage ko dauda chalu

Iss duniya ke safar may
Tanha na chodega tujhe
Dukhon ki waadiyon main
Saathi ban kar ayega

Dukhon ki waadiyon main
Saathi ban kar ayega
Saathi ban kar ayega
Saathi ban kar ayega
Saathi ban kar ayega

Explore more worship songs in our lyrics collections.

Click to rate this!
[Total: 0 Average: 0]

Iss Duniya Ke Safar Mein (इस दुनिया के सफर में) - Hindi

Please Rate Iss Duniya Ke Safar Mein (इस दुनिया के सफर में)