Chorus
Jo kroos pe qurban hai, woh mera Maseeha hai
Har zakhm jo uska hai woh mere gunaah ka hai (x2)
Verse 1
Is duniya mein le aaye
Mere hi gunaah usko
Mere hi gunaah usko
Ye zulm-o-sitam uspar
Maine hi karaye hain
Maine hi karaye hain
Chorus
Jo kroos pe qurban hai, woh mera Maseeha hai
Har zakhm jo uska hai woh mere gunaah ka hai
Verse 2
Insaan hai woh kaamil
Aur saccha Khuda woh hai
Aur saccha Khuda woh hai
Woh pyaar ka dariya hai
Sachai ka raasta hai
Sachai ka raasta hai
Chorus
Jo kroos pe qurban hai, woh mera Maseeha hai
Har zakhm jo uska hai woh mere gunaah ka hai
Verse 3
Dene ko mujhe jeevan
Khud maut sahee usne
Khud maut sahee usne
Kya khoob hai qurbani
Kya pyaar anokha hai
Kya pyaar anokha hai
Chorus
Jo kroos pe qurban hai, woh mera Maseeha hai
Har zakhm jo uska hai woh mere gunaah ka hai (x2)