Khuda Ki Mohabbat Se Mamur Hokar (खुदा की मुहब्बत से मामूर होकर) - English/Hindi

Khuda Ki Mohabbat Se Mamur Hokar (खुदा की मुहब्बत से मामूर होकर) - English

“Khuda Ki Mohabbat Se Mamur Hokar (खुदा की मुहब्बत से मामूर होकर)” is declaring the Messiah has come down filled with the love of God, bringing light. Chords and lyrics are below. Looking for more songs like this? Browse our worship song collections.

Unknown

C#m          G#m       B       C#m
  Khuda ki mohabbat se   mamur hokar
G#        C#m       B        G#
  Masiha uttar aaya hai noor hokar
        C#m       B        G#    C#m
Masiha uttar aaya hai noor hokar

    E                     B
Woh aaya hai apne hi wade ki khatir
     F#m                 C#m
Liya janm usne kuwari se aakhir
E            C#m   B
  Mushir aur malik   abdiat wohi hai
A                 C#m
  Salamati ka bhi   Shahzada wohi hai
        B            A      F#m
Jaha ki khushi ka thikana nahi hai
  B           A        E      B  C#m
Kisi Dil mein gam ka tarana nahi hai

Khuda ki mohabbat se...
 
Dobara woh aayega kadir banega
Woh gamgeen Dil ko munawar karega
Huzoor uske tab shaadmani rahegi
Khushi woh badi aasmani rahegi
Nayi saltanat ka woh Raja banega
Sadakat se takht ko sambhale rahega

Khuda ki mohabbat se...

Explore more worship songs in our lyrics collections.

Click to rate this!
[Total: 0 Average: 0]

Khuda Ki Mohabbat Se Mamur Hokar (खुदा की मुहब्बत से मामूर होकर) - Hindi

Please Rate Khuda Ki Mohabbat Se Mamur Hokar (खुदा की मुहब्बत से मामूर होकर)