Magan (मगन) - English/Hindi

Magan (मगन) - English

“Magan (मगन)” is a Hindi worship song by Sheldon Bangera, declaring I am lost, lost in Your love, Jesus, for You took hold of me. Chords and lyrics are below. Looking for more songs like this? Browse our worship song collections.

Sheldon Bangera

D  Em  F#m  G

D
Magan magan main
Em
Magan magan main
F#m
Magan magan
     G
Tere pyaar mein

D            Bm          A      G
  Yeshu Tere Pyaar ka deewana bana main
Em         G          A    G      D
  Khwaishe mere saare Tujh mein puri
D            Bm        A         G
  Khud ko hi kho diya ab teri pehchaan mein
Em         G          A    G     D
  Meri har saans Tere Naam hai likhi
     G
Tere darr pen hua main khatam
        A
Aur Tujhmein hai hua mera janam

Magan magan main
Magan magan main
Magan magan
Tere pyaar mein

Gulam Tere pyaar ka ban ke jee raha hu
Teri muskuraahat tamanna meri
Maangu sona chaandi na jo, chakha Tere pyaar ko
Duniya ki shaan shaurat feeki si lage

Main chodd sab kuch aaya
Tujh mein hai jannat paaya

Magan magan main
Magan magan main
Magan magan
Tere pyaar mein

D
Barse Barse
Em
Barse barse
F#m
Barse barse
     G
Tere pyaar barse

Explore more worship songs in our lyrics collections.

Click to rate this!
[Total: 0 Average: 0]

Magan (मगन) - Hindi

Please Rate Magan (मगन)