Majhi Re Le Chal Hume Us Paar Lyrics - English/Hindi

Majhi Re Le Chal Hume Us Paar Lyrics - English

“Majhi Re Le Chal Hume Us Paar Lyrics” is a Hindi worship song asking Jesus, our helmsman, to carry us safely across life to meet Him face to face. Full lyrics are below. Looking for more songs like this? Browse our song lyrics collection.

<div class="entry-content">
<h3>Majhi Re Le Chal Hume Us Paar</h3>
Chorus
Majhi Re Le Chal Hume Us Paar,
Yeshu Se Kare Mulakat – 2

(1)
Krush Par Usne Pran Diya,
Papi Jagat Se Pyar Kya – 2
Tera Hai Prem Aapar Ho – 2
Le Chal Hume Us Paar,
Yeshu Se Kare Mulakat

Majhi Re Le Chal Hume Us Paar,
Yeshu Se Kare Mulakat – 2

(2)
Aaya Hai Jag Me Leke Wo Pyar,
Parampita Ke Aashish Hazar – 2
Jeevan Ka Hai Patwar Ho – 2
Le Chal Hume Us Paar,
Yeshu Se Kare Mulakat

Majhi Re Le Chal Hume Us Paar,
Yeshu Se Kare Mulakat – 2

(3)
Labo Pe Hamare Tera Hi Naam,
Man Me Hamare Yeshu Mahaan – 2
Aaya Hai Swarag Ka Raj Ho – 2
Le Chal Hume Us Paar,
Yeshu Se Kare Mulakat

Majhi Re Le Chal Hume Us Paar,
Yeshu Se Kare Mulakat – 2
Wo Majhi Re – 2

</div>

Explore more worship songs in our lyrics collections.

Click to rate this!
[Total: 0 Average: 0]

Majhi Re Le Chal Hume Us Paar Lyrics - Hindi

मांझी रे ले चल हमें उस पार

(कोरस)
मांझी रे ले चल हमें उस पार,
यीशु से करे मुलाकात – 2

(1)
क्रूस पर उसने प्राण दिया,
पापी जगत से प्यार किया – 2
तेरा हैं प्रेम आपार हो – 2
ले चल हमें उस पार,
यीशु से करे मुलाकात

मांझी रे ले चल हमें उस पार,
यीशु से करे मुलाकात – 2

(2)
आया है जग में लेके ओ प्यार,
परमपिता के आशीष हज़ार – 2
जीवन का हैं पतवार हो – 2
ले चल मुझे उस पार,
यीशु से करे मुलाकात

मांझी रे ले चल हमें उस पार,
यीशु से करे मुलाकात – 2

(3)
लबों पे हमारे तेरा ही नाम,
मन में हमारे यीशु महान – 2
आया हैं स्वर्ग का राज हो – 2
ले चल मुझे उस पार,
यीशु से करे मुलाकात

मांझी रे ले चल हमें उस पार,
यीशु से करे मुलाकात – 2
वो माझी रे – 2

Please Rate Majhi Re Le Chal Hume Us Paar Lyrics