“Mere Jeevan Mein Yeshu Tu Aaya Lyrics” is a Hindi worship song of a completely transformed life since Jesus came in. Full lyrics are below. Looking for more songs like this? Browse our Hindi Christian song lyrics collection.
<div class="entry-content">
<h3>Mere Jeevan Mein Yeshu Tu Aaya</h3>
Chorus
Mere Jeevan Mein Yeshu Tu Aaya,
Mera Jeevan Badal Hi Gaya
Mere Jeevan Mein Prabhu Tu Aaya,
Mera Jeevan Badal Hi Gaya
Tu Hi Hai Saccha Masiha,
Maine Ye Jaan Liya
Tu Hi Hai Saccha Masiha,
Maine Ye Maan Liya
Mere Jeevan Mein Yeshu Tu Aaya,
Mera Jeevan Badal Hi Gaya
Mere Jeevan Mein Prabhu Tu Aaya,
Mera Jeevan Badal Hi Gaya
(1)
Tere Hi Prem Ne,
Jeena Mujhko Sikhaya,
Koyi Nahi Tha Mera,
Apna Tune Banaya – 2
Tu Hi Hai Saccha Khuda,
Maine Ye Jaan Liya
Tu Hi Hai Saccha Masiha,
Maine Ye Maan Liya
Mere Jeevan Mein Yeshu Tu Aaya,
Mera Jeevan Badal Hi Gaya
Mere Jeevan Mein Prabhu Tu Aaya,
Mera Jeevan Badal Hi Gaya
(2)
Mere Hi Paapon Ke Liye,
Tune Krush Uthaya,
Mere Gunaho Ke Liye,
Lahoo Tune Bahaya – 2
Tu Hi Hai Saccha Khuda,
Maine Ye Jaan Liya
Tu Hi Hai Saccha Masiha,
Maine Ye Maan Liya
Mere Jeevan Mein Yeshu Tu Aaya,
Mera Jeevan Badal Hi Gaya
Mere Jeevan Mein Prabhu Tu Aaya,
Mera Jeevan Badal Hi Gaya – 2
</div>
Explore more worship songs in our lyrics collections.