“Mere Mangne Se Zyada (मेरे मांगने से ज़्यादा)” is a Hindi worship song declaring I found more than I asked, better than I thought, hope in Jesus as a wandering traveler. Chords and lyrics are below. Looking for more songs like this? Browse our worship song collections.
Bb
Mere mangne se zyada
Eb
Mere sochne se achcha
F Bb
Maine paayi hai aas yeeshu se
Bb
Main bhatka hua musafir
Eb
Meri raahon may thhi mushkil
F Bb
Maine paayi hai manzil yeeshu se
Bb Eb
Gairon ne chhoda apno ne thhukraya
F Bb
Veeran thhi zindagi
Bb Eb
Aankhon main aansoo tanhaiyon ki raate
F Bb
Mushkil may thhi zindagi
Bb
Tune apna lahoo bahaya
Eb
Gunaho ko mere dhoya
F Bb
Maine payee he muafi yeeshu se
Bb
Main bhatka hua musafir
Eb
Meri raahon may thhi mushkil
F Bb
Maine paayi hai manzil yeeshu se
Mere mangne se zyada
Jeevan ye mera hai tere hawale
Tune he di har khushi
Jaaoon jaham mai du teri gawahi
Kitna achcha hai tu masih
Tune baahe failayi mujhko de di changai
maine paai hai shaafi yeeshu se
Main bhatka hua musafir
Meri raahon may thhi mushkil
Maine paayi hai manzil yeeshu se
Explore more worship songs in our lyrics collections.
Click to rate this!
[Total: 0 Average: 0]