Meri Pehchaan - English/Hindi

Meri Pehchaan - English

“Meri Pehchaan” is a Hindi worship song by Yabesh Nag, declaring I am not who people say I am, not who the world says I am. Chords and lyrics are below. Looking for more songs like this? Browse our worship song collections.

Yabesh Nag

A
Main woh nahi
                C#m
Jo log mujhe kehte hain
     A
Main woh nahi
                   C#m
Jo duniya mujhe kehti hain
     F#m
Main woh nahi
   B              E
Jo paristhitiyaan kehti hain
     C#m
Main woh nahi
     A
Main woh hoon
                  E
Jo Tu mujhe kehta hai
  G#m
Yeshu...

     E           A
Main poonch nahi sar hoon
  B         G#m
Gulam nahi Azaad hoon
  A
Aakhir nahi Pehla hoon
     B        G#m
Main das nahi Beta hoon
   A          C#m
Bhulaya hua nahi
       A           B
Par Chuna hua hoon main
   A        C#m
Haara hua nahi
    A                  B
Par Jaywant se badhkar hoon main

     E                B
Meri pehchaan mere Khuda se hai
     E                B         A
Meri pehchaan mere Khuda se hai

Jab main kamzor hoon
Tab samarthi hoon
Andhere jagat ki
Roshni hoon
Tu jo samarth mujhe deta hai
Usme main sab kuch kar sakta hoon
Yeshu...

Main poonch nahi Sar hoon...

Explore more worship songs in our lyrics collections.

Click to rate this!
[Total: 0 Average: 0]

Meri Pehchaan - Hindi

Please Rate Meri Pehchaan