“Mujh Par Daya Kar Lyrics” is a Hindi worship song crying out for God’s mercy, trusting in His ocean of compassion for sinners. Full lyrics are below. Looking for more songs like this? Browse our Hindi Christian song lyrics collection.
<div class="entry-content">
<h3>Mujh Par Daya Kar</h3>
Choeus
Mujh Par Daya Kar,
Prabhu Mere Tu,
Karuna Ka Sagar Hai,
Tu Karuna Ka Sagar Hai – 2
(1)
Paapi Hun Mai Prabhu,
Mukti De De,
Paapon Ko Dho Kar,
Shuddh Kar de – 2
Paapi Jeevan Se Ubaaro,
Hey Mere Prabhu – 2
Choeus
Mujh Par Daya Kar,
Prabhu Mere Tu,
Karuna Ka Sagar Hai,
Tu Karuna Ka Sagar Hai – 2
(2)
Rogi Hun Main Prabhu,
Durbal Hun Main,
Teri Daya Ka,
Yachak Hun – 2
Paawan Haath Badhaa,
Hey Mere Prabhu – 2
Choeus
Mujh Par Daya Kar,
Prabhu Mere Tu,
Karuna Ka Sagar Hai,
Tu Karuna Ka Sagar Hai – 2
(3)
Andha Hun Main Prabhu,
Aankhe Mujhe De,
Drishti Meri Teri,
Mahima Dekhe – 2
Antarjyoti Jalaa De,
Hey Mere Prabhu – 2
Choeus
Mujh Par Daya Kar,
Prabhu Mere Tu,
Karuna Ka Sagar Hai,
Tu Karuna Ka Sagar Hai – 4
Tu Karuna Ka Sagar Hai
Karunaa…. Karuna Karuna Karuna Karuna
Karuna Ka Sagar Hai
Tu Karuna Ka Sagar Hai – 2
</div>
Explore more worship songs in our lyrics collections.