Pavitra Aatma Utar Aao,
Abhishek Se Hame Bhar Do – 2
Agni Jwala Saman Utar Aa,
Sansanahat Ke Sath Utar Aa – 2
Utar Aa Utar Aa,
Pavitra Aatma Utar Aa – 2
(1)
Jati Jati Ke Log kamp Uthe,
Shtruon Pe Tera Naam Pragat Kare – 2
Jaise Prabhu Ke Bhavan Mein Aag Utre,
Mere Man Mandir Mein Bhi Aag Bharde – 2
Pavitra Aatma Pavitra Aatma,
Pavitra Aatma Utar Aa – 2
(2)
Israeli Logon Ko Chhudane Ke Liye,
Aag Mein Se Moosa Ku Pukarne Wale – 2
Jaise Katli Jhadi Mein Teri Aag Utre,
Us Aag Mein Se Mujhko Bhi Darshan De – 2
Pavitra Aatma Pavitra Aatma,
Pavitra Aatma Utar Aa – 2
Pavitra Aatma Utar Aao,
Abhishek Se Hame Bhar Do – 2
Agni Jwala Saman Utar Aa,
Sansanahat Ke Sath Utar Aa – 2
Pavitra Aatma Pavitra Aatma,
Pavitra Aatma Utar Aa – 4