Prabhu Ka Dhanyavad Karunga (प्रभु का धन्यवाद करूँगा) - English/Hindi

Prabhu Ka Dhanyavad Karunga (प्रभु का धन्यवाद करूँगा) - English

“Prabhu Ka Dhanyavad Karunga (प्रभु का धन्यवाद करूँगा)” is the Hindi version of the Malayalam song Daiva Krupayil Njan Asrayichu, giving thanks to the Lord and remaining in His fellowship always. Chords and lyrics are below. Looking for more songs like this? Browse our worship song collections.

Unknown
Hindi version of Malayalam Daiva Krupayil Njan Asrayichu (ദൈവകൃപയില്‍ ഞാനാശ്രയിച്ച്)

F        C        F
Prabhu ka dhanyavad karunga
                           C7
Uski sangati may sada rahunga
      Bb                      C    F
Saath chalunga mai jai zaroor paaonga
                C        F
Prabhu ka dhanyavad karunga

   F              Bb
Na degi mujhe duniya kabhi bhi
    C        Bb       F
Koi sukh aur shanti aaraam
     Bb                    F
Mere Yeshu ke saath dhanya sangati mei
     C        Bb      F
sada milti khushi mujhko

Prabhu ka dhanyavad...

Meri jindgi ki har pareshani mei
khul jaata hai aasha ka dwar
Kabhi na darunga kabhi na hatunga
Chahe jaan bhi dena pade

Prabhu ka dhanyavad...

Kitna achha hai wo kitna dhanya hai wo
Yeshu hi mere jeevan ka saathi
Meri zarurato ko pura karta hai wo
Koi ghati nahi mujhko

Prabhu ka dhanyavad...

Meri aayu ke din pag pag mei sada
Teri seva ko puri karunga
Ek batti samaan jalta rahunga
Teri mahima meri kaamna

Prabhu ka dhanyavad...

Explore more worship songs in our lyrics collections.

Click to rate this!
[Total: 0 Average: 0]

Prabhu Ka Dhanyavad Karunga (प्रभु का धन्यवाद करूँगा) - Hindi

Please Rate Prabhu Ka Dhanyavad Karunga (प्रभु का धन्यवाद करूँगा)