Rab Ki Hove Sanna
(Chorus)
Rab Ki Hove Sanna Humesha,
Rab Ki Hove Sanna – 2
(1)
Rab Ki Hove Madah Sarai – 2
Uske Naam Ki Sanna,
Uske Naam Ki Sanna Humesha,
Rab Ki Hove Sanna
Rab Ki Hove Sanna Humesha,
Rab Ki Hove Sanna
(2)
Rab Ke Ghar Mein Howe Sitaish – 2
Uski Humd O Sanna,
Uski Humd O Sanna Humesha,
Rab Ki Hove Sanna
Rab Ki Hove Sanna Humesha,
Rab Ki Hove Sanna
(3)
Jai Ke Jor Se Phunko Narsinge – 2
Barbat Been Baja,
Barbat Been Baja Humesha,
Rab Ki Hove Sanna
Rab Ki Hove Sanna Humesha,
Rab Ki Hove Sanna
(4)
Tar Dar Sazon Par Raagni Chhedo – 2
Daf Aur Tabla Baja,
Daf Aur Tabla Baja Humesha,
Rab Ki Hove Sanna
Rab Ki Hove Sanna Humesha,
Rab Ki Hove Sanna
(5)
Bansuri Par Suna Sure Surili,
Jhan Jhan Jhanjh Baja,
Jhan Jhan Jhanjh Baja Humesha,
Rab Ki Hove Sanna
Rab Ki Hove Sanna Humesha,
Rab Ki Hove Sanna
(6)
Kaamo Mein Hai Wo Kaisa Kadir – 2
Uski Kudrat Bata,
Uski Kudrat Bata Humesha,
Rab Ki Hove Sanna
Rab Ki Hove Sanna Humesha,
Rab Ki Hove Sanna
(7)
Sare Milkar Tali Bajao – 2
Gao Rab Ki Sana,
Gao Rab Ki Sanna Humesha,
Rab Ki Hove Sanna
Rab Ki Hove Sanna Humesha,
Rab Ki Hove Sanna – 2