“Raja Mere Dil Ka Yeshu Raja Lyrics” is a Hindi worship song inviting Jesus, King of the heart, to rescue a life drowning in sin. Full lyrics are below. Looking for more songs like this? Browse our Hindi Christian song lyrics collection.
<div class="entry-content">
<h3>Raja Mere Dil Ka Yeshu Raja</h3>
Chorus
Raja Mere Dil Ka Yeshu Raja,
Aa Mere Man Mein Samaajaa,
Dooba Hun Papon Ki Lehro Mein,
Aake Kinara Dikhaja
Chahat Hai Yahi Tujhme Hi Rahun,
Chahat Hai Yahi Tujhme Hi Rahun
Milta Rahe Saath Tera
Raja Mere Dil Ka Yeshu Raja,
Aa Mere Man Mein Samaajaa,
Dooba Hun Papon Ki Lehro Mein,
Aake Kinara Dikhaja
(1)
Chalte Chalte,
Jeevan Ki Lambi Safar Mein Koi Nahi Hai Saath Mera,
Tujh Bin Main,
Chal Na Sakun Besaharon Ka Hai Tu Sahara – 2
Chahat Hai Yahi Tujhme Hi Rahun,
Chahat Hai Yahi Tujhme Hi Rahun
Milta Rahe Saath Tera
Raja Mere Dil Ka Yeshu Raja,
Aa Mere Man Mein Samaajaa,
Dooba Hun Papon Ki Lehro Mein,
Aake Kinara Dikhaja
(2)
Hai Dua Ye,
Rooh Mein Mera Rahe Pyar Tera Har Sanj Aur Savera,
Rahun Tujh Mein,
Jab Tak Rahe Saanson Mein Saans Hai Ye Mera
Chahat Hai Yahi Tujhme Hi Rahun,
Chahat Hai Yahi Tujhme Hi Rahun
Milta Rahe Saath Tera
Raja Mere Dil Ka Yeshu Raja,
Aa Mere Man Mein Samaajaa,
Dooba Hun Papon Ki Lehro Mein,
Aake Kinara Dikhaja
Chahat Hai Yahi Tujhme Hi Rahun,
Chahat Hai Yahi Tujhme Hi Rahun
Milta Rahe Saath Tera
Raja Mere Dil Ka Yeshu Raja,
Aa Mere Man Mein Samaajaa,
Dooba Hun Papon Ki Lehro Mein,
Aake Kinara Dikhaja
</div>
Explore more worship songs in our lyrics collections.