“Rajao Ka Raja Yeshu Raja Lyrics” is a Hindi worship song declaring Jesus as King of kings who will reign over all the earth. Full lyrics are below. Looking for more songs like this? Browse our Hindi Christian song lyrics collection.
<div class="entry-content">
<h3>Rajao Ka Raja Yeshu Raja</h3>
Chorus
Rajao Ka Raja Yeshu Raja,
Jagat Pe Raaz Karega,
Halleluyyah Halleluyyah,
Uska Dhanyawad Karo – 2
(1)
Yahowa Ka Dhanyawad Karo,
Kyonki Wo Bhala Hai,
Uski Karuna Sada Ki Hai,
Dhanyawad Karo
Rajao Ka Raja Yeshu Raja,
Jagat Pe Raaz Karega,
Halleluyyah Halleluyyah,
Uska Dhanyawad Karo
(2)
Jo Ishwaro Ka Parmeshwar Hai,
Uska Dhanyawad Karo,
Uski Karuna Sada Ki Hai,
Dhanyawad Karo
Rajao Ka Raja Yeshu Raja,
Jagat Pe Raaz Karega,
Halleluyyah Halleluyyah,
Uska Dhanyawad Karo
(3)
Jo Prabhuo Ka Prabhu Hai,
Uska Dhanyawad Karo,
Uski Karuna Sada Ki Hai,
Dhanyawad Karo
Rajao Ka Raja Yeshu Raja,
Jagat Pe Raaz Karega,
Halleluyyah Halleluyyah,
Uska Dhanyawad Karo
(4)
Usko Chhod Koi Bade Bade,
Chamatkar Nahi Karta,
Uski Karuna Sada Ki Hai,
Dhanyawad Karo
Rajao Ka Raja Yeshu Raja,
Jagat Pe Raaz Karega,
Halleluyyah Halleluyyah,
Uska Dhanyawad Karo
(5)
Usne Apni Buddhi Se,
Aakash Banaya,
Uski Karuna Sada Ki Hai,
Dhanyawad Karo
Rajao Ka Raja Yeshu Raja,
Jagat Pe Raaz Karega,
Halleluyyah Halleluyyah,
Uska Dhanyawad Karo – 3
</div>
Explore more worship songs in our lyrics collections.