Verse 1
Shunya se leke tune mujhe
Rach liya apne hi roop mein
Prem kiya hai anant prem se
Diya putra meri mukti ke liye
Chorus
Anokha pyar hai tera
Karunga stuti teri mai sarvada
Anokha pyar hai tera
Karunga stuti teri mai sarvada
Verse 2
Jag me aaya YESHU Swarg chod ke
Mera saara dand seh liya usne
Kode kha ke krus utha ke YESHU ne
Mujhko mukti aur changayee de di hai
Chorus
Anokha pyar hai tera
Karunga stuti teri mai sarvada
Anokha pyar hai tera
Karunga stuti teri mai sarvada
Verse 3
Anna vastra aur sabhi ashishe
Usne di mujhe bharpoori se
Khatro aur sab musibato se
Aankh ki putli jaise sambhala mujhe
Chorus
Anokha pyar hai tera
Karunga stuti teri mai sarvada
Anokha pyar hai tera
Karunga stuti teri mai sarvada
Click to rate this!
[Total: 1 Average: 5]