Tadpaaya Gaya, Sataaya Gaya (तडपाया गया, सताया गया) - English/Hindi

Tadpaaya Gaya, Sataaya Gaya (तडपाया गया, सताया गया) - English

“Tadpaaya Gaya, Sataaya Gaya (तडपाया गया, सताया गया)” is a Hindi worship song declaring my Jesus Christ was tormented, was persecuted, and bore it all for us. Chords and lyrics are below. Looking for more songs like this? Browse our worship song collections.

Unknown

A             F#m     D
Tadpaaya Gaya, Sataaya Gaya
             E               A    
Mera Yeshu Masih Sab Sehta Gaya
Tadpaaya Gaya

     A
Prashno Par Prashna Puchha Gaya
   G         D             A
Nirdosh Thha Dosh Lagaya Gaya
G             D
  Mera Prabhu   Kuch Naa Kahaa
E                     A
  Kaanton Ka Taaj, Pehnaya Gaya

Tadpaaya Gaya, Sataaya Gaya
Mera Yeshu Masih Sab Sehta Gaya
Tadpaaya Gaya

Shrapit Krush Par Wo Tangaaya Gaya
Paapon Se Hamaare Wo Rangaaya Gaya
Teesre Din Phir, Jilaaya Gaya
Pita Ke Dahine, Bithaaya Gaya

Tadpaaya Gaya, Sataaya Gaya
Mera Yeshu Masih Sab Sehta Gaya
Mera Yeshu Masih Sab Sehta Gaya

Explore more worship songs in our lyrics collections.

Click to rate this!
[Total: 0 Average: 0]

Tadpaaya Gaya, Sataaya Gaya (तडपाया गया, सताया गया) - Hindi

Please Rate Tadpaaya Gaya, Sataaya Gaya (तडपाया गया, सताया गया)