Tareef Karne Se Mahima Karne Me Lyrics - English/Hindi

Tareef Karne Se Mahima Karne Me Lyrics - English

“Tareef Karne Se Mahima Karne Me Lyrics” is a Hindi worship song finding joy in praising and glorifying God with a grateful heart. Full lyrics are below. Looking for more songs like this? Browse our Hindi Christian song lyrics collection.

<div class="entry-content">
<h3>Tareef Karne Se Mahima Karne Me</h3>
Chorus
Tareef Karne Se Mahima Karne Me – 2
Aanand Milta Hai Aanand Milta Hai – 2

Tareef Karne Se Mahima Karne Me – 2
Aanand Milta Hai Aanand Milta Hai – 2

(1)
Sacche Dil Se Ham Jab Mahima Karte Hai,
Sach Hai Masih Yeshu Se Ham Baate Karte Hai – 2
Rooh Me Bharne Se Khuda Se Baate Karne Me – 2
Aanand Milta Hai Aanand Milta Hai – 2

(2)
Khushboo Tu Yeshu Hai Mere Jo Rubru,
Par Nazar Nahi Aata Hai Kaisa Gupt Tu – 2
Use Dil Me Basane Se Uske Ghar Jane Me – 2
Aanand Milta Hai Aanand Milta Hai – 2

(3)
Taali Milke Bajao Aaj Mahima Uski Gao Aaj,
Jo Jante Nahi Usko Unko Ye Batlao Aaj – 2
Fir Saaj Bajane Se Aur Milkar Gaane Me,
Fir Saaz Bajane Se Milkar Gane Me
Aanand Milta Hai Aanand Milta Hai – 2

Aanand Milta Hai Aanand Milta Hai – 2

</div>

Explore more worship songs in our lyrics collections.

Click to rate this!
[Total: 0 Average: 0]

Tareef Karne Se Mahima Karne Me Lyrics - Hindi

तारीफ करने से महिमा करने में

(कोरस)
तारीफ करने से महिमा करने में – 2
आनंद मिलता है आनंद मिलता है – 2

तारीफ करने से महिमा करने में – 2
आनंद मिलता है आनंद मिलता है – 2

(1)
सच्चे दिल से हम जब महिमा करते है,
सच है मसीह यीशु से हम बाते करते है – 2
रूह मे भरने से खुदा से बाते करने मे – 2
आनंद मिलता है आनंद मिलता है – 2

(2)
खुशबू तू यीशु है मेरे जो रूबरू,
पर नजर नहीं आता है कैसा गुप्त तू – 2
उसे दिल मे बसाने से उसके घर जाने मे – 2
आनंद मिलता है आनंद मिलता है – 2

(3)
ताली मिलके बजाओ आज महिमा उसकी गाओ आज,
जो जानते नहीं उसको उनको ये बतलाओ आज – 2
फिर साज बजाने से और मिलकर गाने मे,
फिर साज बजाने से मिलकर गाने मे – 2
आनंद मिलता है आनंद मिलता है – 2

आनंद मिलता है आनंद मिलता है – 2

Please Rate Tareef Karne Se Mahima Karne Me Lyrics