“Tere Kroos Ki Kahani (तेरे क्रूस की कहानी)” is our tongue tells the story of Your cross, Jesus, and the sacrifice You made. Chords and lyrics are below. Looking for more songs like this? Browse our worship song collections.
Vikram Sharma
E B
Tere kroos ki kahani yeshua
F#m E
Gaati hai meri ye zubaan
B
Balidaan jo tuney hai kiya
F#m E
Karta hoon main dil se shukriya
A E
Yeshua yeshua yeshua
A E
Yeshua yeshua yeshua
A E
Yeshua yeshua yeshua
F#m E
Kaisa prem ye tuney hai kiya
A E
Yeshua yeshua yeshua
A B E
Karta hoon main dil se shukriya
E
Tuney dukh uthaya
C#m
Ki paaun main shifa
A
Tuney dedi jaan
F#m B
Ki bach jaaun main khuda
E
Tuney dukh uthaya
C#m
Ki paaun main shifa
A
Tuney dedi jaan
F#m E
Ki bach jaaun main khuda
Yeshua yeshua yeshua...
E A
Shukriya tera shukriya
F#m B
Shukriya mere yeshua
E A
Shukriya tera shukriya
F#m E
Shukriya mere khuda
Aasaan nahi tha yeshu
Jo tuney hai kiya
Katora wo zeher ka
Tuney pee liya
Jo mera tha gunah
Wo tuney le liya
Marna tha mujhe
Tune jeevan de diya
Yeshua yeshua yeshua...
Tere kroos ki kahani yeshua
Gaati hai meri ye zubaan
Balidaan jo tuney hai kiya
Karta hoon main dil se shukriya
Kaisa prem ye tune hai kiya
Karta hoon main dil se shukriya
Explore more worship songs in our lyrics collections.
Click to rate this!
[Total: 0 Average: 0]