Teri Mahima Gane Ko Prabhu Ji,
Jab Se Saaj Uthaya Hai – 2
Sare Swaron mein Naam Tera – 2
Nikhar Nikhar Aaya Hai – 2(1)
Rachnakar Jeevan Ke Tum, Uski Ho Paribhasha – 2
Aloukik Sa Ye Jeevan Mera – 2
Tera Hai Abhilasha – 2
Teri Mahima Gane Ko Prabhu Ji,
Jab Se Saaj Uthaya Hai – 2
Sare Swaron mein Naam Tera – 2
Nikhar Nikhar Aaya Hai – 2
(2)
Mera Ye Jeevan Arpan Tujhko, Mitra Tu Mujhko Banaya Hai – 2
Raat Qyamat Ya Din Ka Ujyala – 2
Aankho Mein Tujhko Basaya Hai – 2
Teri Mahima Gane Ko Prabhu Ji,
Jab Se Saaj Uthaya Hai – 2
Sare Swaron mein Naam Tera – 2
Nikhar Nikhar Aaya Hai – 4